*Sawaal:* Eid-e-Meelaad-Un-Nabi manaane ka shar'an kya hukm he? Baraaye meherbaani rehnumaayi farmaaen
*Jawaab:* Meelaad ka zikr na Qura'an men he na ahadees men, kyunke 12 Rabi-Ul-Awwal ki ye rasmen : Eid-e-Meelaad-Un-Nabi, juloos, urs, qabron par chaadar chadhaana, charagaan roshan karna wagera wagera, Khair-ul-Quroon : Ahd-e-Nabwi, Ahd-e-Sahaba, Ahd-e-Taba'een men nahi paayi jaati theen, bawajud ye ke khair-ul-quroon men in rasmon ka baa'is maujud tha. Maloom huwa ke ba'ad men logo ne apne apne maqaasid ki khaatir in cheezon ko deen men daakhil kar liya he, shariat se inka koi talluq nahi he, isliye ye rasmen az-roo-e-shara' bid'at qaraar paaengi, sooratan bhi aur haqeeqatan bhi.
*✍Hazrat Mufti Huzaifa Sahab Palanpuri (db)🎓*
📲 *Download App* - Goo.gl/mg4455

No comments:
Post a Comment