⭕AAJ KA SAWAL NO.1050⭕
Sadqah e fitr kis waqt wajib hota hai aur kis waqt nahin ?
🔵JAWAB🔵
حامدا و مصلیا و مسلما
Sadqah e fitr eid ki subah sadiq ke waqt wajib hota hai
lihaza woh bachcha Jo subah sadiq se pehle paida huva ya jo subah sadiq se pehle sahibe nisab ho gaya us par wajib hai
Lihaza woh shakhs jo subah sadiq se pehle iman laya us par bhi wajib hai
Lekin woh bachcha jo subah sadiq ke baad paida huva Ya koi subah sadiq ke baad maldar huva Ya woh sakhsh jo eid ki subah sadiq baad iman laya ya subah sadiq se pehle mar gaya to us Par uske mal me se dena wajib nahin.
📗MASAILE ROZA SAFA 208
✏Mufti Imran Ismail Memon
🕌Ustaad e daarul uloom Rampura surat, Gujarat, India

No comments:
Post a Comment